Arhann- mohabbat ya nafrat

Post Reply
Fan of RSS
Novice User
Posts: 2499
Joined: 31 Mar 2017 20:01

Arhann- mohabbat ya nafrat

Post by Fan of RSS »

Arhann- mohabbat ya nafrat


ARHAAN's FAMILY

SARIM CHAUDHARY (DAD)

AGE: 48

NEELAM CHAUDHARY (MOM)

AGE: 44

SAMEER CHAUDHARY (BHAIYA)

AGE: 26

ALEEZA CHAUDHARY (BARI DIDI)

AGE: 24

ALIA CHAUDHARY (CHOTI DIDI)

AGE: 22

ARHAAN CHAUDHARY (HERO)

AGE: 20


Hello friends another story for you

Yes..... Ohhhhhhh baby love me muuuhhh muuhhh aahh... ahhhh.m.

Ek five star hotel ke room main ek ladka ladki gale lag kar kissing kar rahe ladke ke haath badi tezi tezi se ladki ke jism par chal rahe the aur dono kiss kar rahe the. Wo uske hips masal raha tha aur Wo ladka ladki ke laal laal honthon ke ras ko badi hi lagan sai pee raha tha jaise koi caasani hoo ke tabhi achanak larke ka haath uski hips sai uthta hai aur room main halki si tis tis ......ki awaaz teen baar ati hai jise larki bhi asaani se sun leti hain aur isi ke saath teen lashe room main girti hain.

wo ladki kuch karne hi wali hoti hai ke ladka ladki ko bilkul kareeb karke uss ke kaan main kehta hai ke

' You can kill living one but you can't kill the one who is already killed, Agent 0097 WILD CAT' miss julia.

ladki apne aap ko sambhalti hui bolti hai ke ko..ko.....n agent k...i...y...a bol rahe ho tu...tu..tum toh mujh se pyaar karte the na toh ye...ye....yeh sab kiya hai bolo naa janu mera dil gahbara rha hai

Ladka haste hua bolta hai

Ladaka - 'Pyaar ka naatak toh tum ne buhat acha kiya tha miss WILD CAT but agar main na chahta toh mere kareeb bhi nahi aa sakti

'Its my game and I am the king of this fucking game ' isi ke saath room main ek goli chalti hai aur phir sab khamossh ho jata hai aur khoon halke halke waha camre mai faail jata hai



Kuch gahtooo bad

Ek full furnished banglow ke ek room main ek ladki coffee ka cup haath main pakde kisi ka intezaar kar rahi hoti hai ke itne main bathroom ka door khulta hai aur ek ladka towel main bahar ata hai jise dekh ke ladki hadbada jati hai jab ke ladka gusse se pagal ho jata hai


Ladaka:- tum tumhari himmat kaise hui mere room main ane ki haan


Ladaki:- wo m...m..a..i...n coffee la...aa.......(itne main ladka coffee ka cup pakarta hai aur balcony se bahar phek deta hai)


Ladaka:- dedi coffee ab nikal jao yahan se aur aaj ke baad mujhe apni manhoos shakal nahi dikhana


Ladaki(aasuon ke saath):- par par.....


LADKA(cheekte hue) :- Get out.. I said just get out.


Ladaki:- Please mujhe sai asse mat baat karo naa


Ladaka:-abb kaya lene aagi yaha

Ladaki:-aroo aisa kuch nahi ha tuh galat samajh raha hai

Ladaka- k...kkkkya bola aroo tumhe kisnai hak diya mujhe aroo bulane kaa

Ladaki:-kyu nahi bula sakati hu....mai teri.. Bh....

Ladaka:-rokate hue :-bus bhaut hoo gya natak abb nikal jaoo abhi yaha sai


Ladaki:-tujhe yeh asshu natak lagate hai kaya

Ladaka- kyu aase aashu toh aakhoo mai payazz daal kar

Ladaki- arooo aur ladaki nai uss par haath utha diya


Par ladake nai usse bich mai rok diya

Ladaka :- hello miss yeh dada girri uss par dhikhana jis sai tumhara koi rishata ho samajhi

Ladaki:-tunai mera dil tod diya aroo

Ladaka:-ohhh hoo haa haa loo sun. Loo ess ghar mai logo ke pass dil bhi wo uss ladki ka face pakadta hai aur now dil waali nikal abb yaha sai



Itna sunte hi ladki rote hue bhag jaati hai aur apne room main jaake Bed pe let ke rone lagti hai jassi usse kitana dard hoo

Idhar wo ladka tayar ho kar cigarette phoonkta hu seedhiyon se utarta hai ke saamne hi breakfast table pe buhat saare log bethe hote hain wo kisi ko bhi dekhe bina bahar nikalne hi wala hota hai ke peeche se awaaz ati hai

DAD: Arhaan beta kahan ja rahe ho.

(Ji haan yeh ladka apna hero Arhaan hi hai)

Arhaan: pehli baat mujhe beta nahi nokar kahain aur dusri baat kaam se ja raha hoon raat tak ajaoon ga agar zinda rahe gaya toh.

Yeh kehte hue ladka ghar se bahar nikal jata hai aur breakfast table pe sannata chah jata hai ek ghor sanata ........

Idhar stairs pe ek ladki khari mahool ko samajhne ki koshish kar rahi thi use samajh nahi a raha tha ke yeh ladka kon hai aur itni batameezi se kiyun baat kar raha tha isi kashmakash main wo Ja kar Aleeza ka room knock karti hai magar andar se ane wali siskiyon ki awaazain sun kar chonk jati hai aur darwaza ko dhaka deti hai toh wo khul jata hai magar saamne ka nazara dekh kar us ka dil dehal jata hai

Bed par leti Aleeza zoron se roti hui kahe rahi hoti hai

ALEEZA: Akhir main ne tumhara kiya bigara hai jo mujh se aise behave karte ho haa......

Itne main wo ladki bhag kar aleeza ko gale laga leti hai aur bolti hai

LADKI: kiya hua didi aise kiyun ro rahi ho batao kisi ne aap ke saath bura behave kiya hai haan main chori gi nahi usko batao didi

ALEEZA: arey nahi choti wo toh aise hi aankh main kuch chala gaya tha waise hi sar main bhi dard ho raha hai.

LADKI (man me): zaroor koyi na koyi baat hai jis ki wajah se didi pareshan hain ho na ho didi usi larke ki wajah se ro rahi thi

LADKI : acha didi yeh batao wo larka kob hai

ALEEZA: kon Alia

(Ji haan is ladki ka naam Alia hai)

ALIA: woi jo abhi app ke saamne wale room se utar ke neeche gaya hai

aleeza ki ankhon main phir se nami a jati hai jo alia bhi dekh leti hai

ALEEZA: wo haan wo Arhaan hai tera chota bhai chal abhi ja tu bhi araam kar kal hi london se ayi hai aur mere bhi sar main dard hai aur haan dad ko bata dena main aaj office nahi jaoongi

magar wo aleeza ki baat sun kahan rahi thi us ke dimagh main toh yehi baat ghoome ja rahi thi ke 'wo tera chota bhai Arhaan hai'
Fan of RSS
Novice User
Posts: 2499
Joined: 31 Mar 2017 20:01

Re: Arhann- mohabbat ya nafrat

Post by Fan of RSS »

Cab ek market main rukti hai aur Us main se Arhaan nikalta hai aur thori door jane ke baad ek sunsan raste pe puhanch kar ek bari si building ke saamne puhanch kar back door se andar ghus jaata hai thori dair baad ek sports car us building se nikalti hai


Shahar se door farm house main zameen ki bid chal rahi hoti hai.

25 Crore ek...... 25 crore do.... 25 crore te.....

Itne main hi awaz ati hai

100 crore

aur sab log herani se awaz ki taraf murte hain toh peeche ek ladka mast pehna khara hota hai aur us ke saath uski secretary.

Wahan moujood har ek shaks soch raha tha kaisa bewaqoof larka hai jo 25 crore ki zameen 100 crore main kharid raha hai magar is sab se be khabar us larke ke face per ek kaatil smile hoti hai jo mask ki wajah se koyi dekh nahi pata aur waheen farm house main bethe ek shaks ka munh apni na kami per gusse se laal ho ta hai.
100 crore ek..... 100 crore do.... 100 crore teen aur

Itne main awaz ati hai ke yeh zameen 100 crore main A&A Industries ne khareed li hai..........


Idhar Arhaan ke jaane ke baad table ki khamooshi ko Choti chachi ki awaz torti hai

C chachi: haye NEELAM jab se hum england se aye hain yeh Arhaan itni batameezi se kiyun baat kar raha hai tumhare baaqi bache toh aise nahi.

MOM: Noor kuch galtiyan aisi ho jati hai jin ka badla waqt ke saath milta rahe ta hai

BHAIYA: Akhir aisi kon si ghalti ho gayi aap logon se mom dad ke wo itni batameezi se behave karta hai mera toh dil chahta hai is batameezi par us ka munh tor doon

MOM(cheekhte hue) : khabardar jo us ko haath bhi lagaya toh.

DAD: acha acha sab naastha khatam karo humain office bhi jaana hai aur ALEEZA ko bhi bhejo aaj breakfast pe bhi nahi ayi office ko late ho raha hai.

ALIA: nahi dad aaj didi office nahi jain gi un ke sar main dard hai

DAD: arey kiya hua doctor ko bulaya

ALIA: nahi dad unhoon ne tablet leli hai

DADA: acha theek hai usey bola aram kare

Isi ke saath dad aur bhaiya office chale jaate hain

Aur dheere din gujar gaya aur raat gaye arhan ghar ata hai aur jaise hi seedhiyan chadnai wala hota hai ke awaz ati hai

MOM: Beta khana kha leta

(Arhaan waapis ghoomta hai aur ek ek word chaba chaba ke bolta hai )

ARHAAN: aap ko kitni baar bola hai ke main aap ka beta nahi hoon MISS NEELAM CHAUDHARY aap ko samajh nahi ata aur haan main khana kha kar aya hoon koyi disturb na kare

Aur yeh kahe kar arhaan room main chala jata hai aur maa ankhoon main ansoo liye khari rehti hai.

Ek ladka takht pe bilkul rajkumaron ki tarah betha tha saath hi buhat si haseen sevikain uski seva main lagi hui thi koyi use angoor khila rahi thi toh koyi us ka dil lubha rahi thi itne main rajkumar aur ek sevika ke lab milne hi wale hote hain ke

Chapaaaaaak

ARHAAN: abey koyi bachao main doob jaoon ga Ahhhhh....

(Aur isi ke saath bed se neeche gir jata hai aur jab neend poori tarah se gayab hoti hai toh saamne wale shaks ko dekh ke heraan hone ke saath saath gusse main a jata hai kiyun ke saamne us ki choti didi alia khari thi jis ko wo sirf naam se jaanta tha shakal toh yaad bhi nahi thi)

ARHAAN (Khade hote hue): Kon ho tum aur tumhari himmat kaise hui mere room main ane ki

ALIA: aye mister tumhara yeh gussa didi pe aur maa pe toh chal sakta hai but mujh pe try bhi nahi karna apna yeh gussa warna 2 mint main seedha kardoon gi

(Arhaan toh shock main alia ko dekh raha tha)

ARHAAN (man me) : abey bc main toh samajhta tha ke gussa sirf mujhe hi ata hai magar yahan toh yeh phul jhadi bhi hai aur ho na ho yeh zaroor Alia didi hai

(Khud ko sambhalte hue)

ARHAAN: tum nik....

ALIA: tum nahi Aap samjhe bari hoon tum se aur ziyada behas nahi samjhe 10 mint main break fast table pe ho mojdoon hone chahiyo

ARHAAN: ek ek minute ufffffff (gharsaas lete hue )haa jab mai ussko nahi manata kuch toh tum kaya hoo

ALIA:[haath uthaya marane koo]you.....


Arahaan nai haath pakad ljya

ARHAAN: samajh mai nahi aata kaya ek baar mai


ALIA:tumhari etnai himmat kaise hue ki mera haath roka

ARHAAN: kyu kabhi sher sai mukabala nahi hua lagata hai tumhara


ALIA: ahhhh maaa please arhaan chhod doo dard hoo raha

Arhaan ka dil ghabra gaya alia kaa dard bhara chera dhekh kar usske haath apnai app chhut gaya


ARHAAN:aahhh (chaataaak)

Ek aur jordar tappad pada arahaan koo


ALIA:aage sai dyaan rakahana samajhe mai kon huu aur jaldi sai breakfast par aaoo


(Isi ke saath alia room se nikal jaati hai aur Arhaan but bana khada rahe jata hai )


ARHAAN:[kudh ko hilaata hua ]:-saale dhekha emotional honne kaa natiza saale
Aur yeh mere saath hota kiya ja raha hai yeh meri bolti kiyun band ho gayi thi alia didi ke saamne abey didi nahi alia shit enn logo sai mera koyi rishta nahi hai


(Aur isi ke saath arhaan gusse main bathroom ghus jaata hai)
Fan of RSS
Novice User
Posts: 2499
Joined: 31 Mar 2017 20:01

Re: Arhann- mohabbat ya nafrat

Post by Fan of RSS »

Nicche dining table per sab mojood the arhaan ke ilawa aur ladies kitchen main naashta bana rahi thi itne main arhaan ke dad bolte hain bhaiya se

DAD: kal chouhan ka munh dekha tha bid main wo toh samajh raha tha ke zameez us ki ho gayi magar end time main A&A industries walon ne sab ko heraan kar diya

BHAIYA: haan wo toh hai magar yeh A&A INDUSTRIES wale hain kon buhat hi kam time main yeh company itna upar chali gayi hai

DAD: jo bhi hoon but humare liye toh acha hai wo main batana bhool gaya unki secretary ki call ayi thi kal kahe rahi thi wo humare saath business main intrested hain

Itne main mom naashta late hue

MOM: arey naashte ke time toh yeh office band kar diya karo har waqt isi main lage rehete ho baap bete kiya kam the meri pyari beti ko bhi office main lagaya diya hai

Itne main Arhaan tayaar ho kar seedhiyon se utarta hua a raha hota hai Alia ko umeed hoti hai ke us ke gusse ki wajah se dar ke break fast ke liye beth jaye ga but wo Arhaan hi kiya jo kisi ke gusse se dar jaye uterte uterte wo table ki taraf ata hai aur 1 second ke liye ruk ki alia ko ek kaatil smile dete hue bahar ki taraf nikal jata hai jise koyi dekh nahi pata magar alia jal bhun zaroor jati hai

Idhar arhaan ghar se nikalta hi hai ke us ka mobile ring hota hai

ARHAAN:Hello
(Saamne se ek ladke ki awaaz ati hai)

LADKA: aur bhai kaisa hai humari yaad toh ayi nahi hogi

ARHAAN: WHO's THIS

LADKA: ghar wale jo mil gaye ab hum yaad thoru rahain ge bc sahil bol raha hoon

ARHAAN: Oh sorry yar number nahi dekha tha

SAHIL: aur kiya kar raha hai bhai

ARHAAN (Chidate hue) : Teri yaad main hila raha hoon bskd aaja munh main lele

SAHIL: abey ab kis baat pe gussa hai bc ab kiya hua hai ghar main sab theek toh hai

ARHAAN: ghar nahi nark bol yeh do din meri life ke sab se bure din the ab lagta hai ke yahan ane ka faisla hi ghalat tha

SAHIL: kiya uncle aunty ne kuch kaha hai

ARHAAN: wo kiya kahain ge pachtaawe ki aag main jal rahe hain

SAHIL: toh maaf karde na un ko

ARHAAN: ha ha ha maaf kardoon meri zindagi natk banadi in logon ne aur main maaf kardoon

SAHIL: Arhaan samajhne ki koshish kar wo tere mom dad hain maaf karde ab

ARHAAN: na na ARHAAN kisi ko maaf nahi karta aur aisi galti pe toh kabhi nahi.

SAHIL: tujhe toh samjhana hi bekaar hai

ARHAAN: chal chor yeh bata call kiyun ki thi

SAHIL: main toh bhool hi gaya next week apna result a raha hai

ARHAAN: chal theek hai main pick karloon ga saath chalain ge baad main baad karte hain bye

__________________________
Fan of RSS
Novice User
Posts: 2499
Joined: 31 Mar 2017 20:01

Re: Arhann- mohabbat ya nafrat

Post by Fan of RSS »

Arhaan ke dad office keliye tayar hoke ke nikalte hain toh dekhte hain ke unki patni komal socho main gum hoti hai toh wo unke gale main apni baahen dalte hue bolte hain

DAD: bhae aaj humari jaan pareshan kiyun hain

MOM: pareshan toh aap ko bhi hona chahiye

DAD: kiyun bhae aisa kiya ho gaya

MOM: aap ko nahi pata kiya aaj kal ghar ka muhal kaisa chal raha hai Arhaan ka behaviour dekha hai kitni nafrat karta hai hum se

DAD ( serious hote hue): waisa uska nafrat karna banta bhi hai jaisa humne us ke saath kiya hai

MOM: ye.....yeh kiya kahe rahe hain aap

DAD: bilkul sach kahe raha hoon tumhari nafrat ne usey pathar bana diya hai aisa lagta hai uske andar koyi feeling hi nahi bachi hai

MOM (rote hue) :ab aap toh taane na dain mana main us waqt naadan thi magar maine aisa toh na chaha tha

DAD: haan magar in 12 saalon main buhat kuch badal gaya hai Arhaan ki nafrat itni jaldi khatam nahi ho sakti isliye ab sab waqt par chor do

(Is ke baad dad office chale jate hain)

Arhaan chalta chalta ek park main ghus jaata hai magar wahan kisi ko dekh ke chonk jata hai

Saamne bench pe ek ladki gam ki tasveer bani bethi thi Arhaan usko dekh ke apne aap ko uske pass jane se rok nahi paya

ARHAAN: hey any problem

(Ladki sar utha ke arhaan ko dekhti hai aur ek lamhe ko uski ankhon main kho jati hai magar phir apne aao ko saambhalte hue bolti hai

LADKI: ji nahi aap kon

ARHAAN: main yahan se guzar raha tha apko aise bethe dekha toh rok nahi paya baatain koyi problem hai kiya

LADKI: nahi toh koyi problem nahi hai aur thanks poochne ke liye

ARHAAN:

ROOH MAIN KOYI GHAM TOH HAI CHUPA HUA

ZINDAGI BE WAJAH TOH UDAS NAHI

(Ek lamhe ko toh ladki heraan rahe jaati hai magar phir apne aap ko sambhalti hui kaheti hai)

LADKI: lagta hai aap ko bhi koi bara gham hai sahi kaha na

ARHAAN:

AGAR WO POOCH LEIN HUM SE, TUMHE KIS BAAT KA GHAM HAI

TOH PHIR KIS BAAT KA GHAM HAI, AGAR WO POOCH LAIN TOH

LADKI ( muskurate hue): i am impressed waise app se mil ke khushi hui acha chalti hoon phir milenge

ARHAAN: acha apna naam toh batati jain

LADKI: usko agli mulakat ke liye chor dete hai

(Aur wo ladki muskurate hue chali jati hai)

Us ladki ke jaate hi arhaan kisi ko phone mila ta hai

ARHAAN: Hello john tumhe kisi ki details message kar raha hoon is par nazar rakho

Akhir yeh A&A INDUSTRIES ka maalik hai kon ek baar mil jaye sale ko choroon ga nahi jab se yeh company khuli hai naak main dam narke rakh diya hai nuqsaan pe nuqsaan ho raha hai

(Saalik Chouhan apne office main bokhlaya betha apni kal ki haar ke baare main soch raha tha)

SAALIK : pehle ueh saarim kam tha kiya jo yeh naya dushman a gaya hai chalo saarim ko toh handle bhi karleta magar yeh A&A INDUSTRIES ke maalik ka naam tak nahi pata aur har wakt mask lagaye rakhta hai upar se........

Ek dum se SAALIK ke chehre pe shetaani smile a jaati hai aur wo apni secretary mona ko bulata hai

MONA (andar ate hue ek ada ke saath) : kiya hua sir subah subah hi mood ban gaya kiya

SAALIK (Cheekhte hue) : chup kar jahil aurat har waqt hawas ke peeche lagi rehti hai abhi maine kuch kaam ke liye bulaya hai

MONA (haklate hue) : j...i j....i sir bolain

SAALIK: yeh A&A industries walon ne apna buhat nuqsaan puhancha diya hai ab humain inko sabak sikhana parhe ga

MONA: par sir hum unhain dhoondain ge kaise na us ke maalik ka naam pata na shakal

SAALIK (Shetaani muskurhat ke saath) : Maalik ki shakal nahi dekhi toh kiya hua bid main uski secretary ki shakal toh dekhi thi

MONA: oh sir pata nahi yeh main kaise bhul gayi

SAALIK: har waqt apni aag bujh wane main lagi raho gi toh yehi hoga

MONA: sorry sir

SAALIK: ab samajh gayeen kiya karna hai

MONA (rahasamayi muskurahat ke saath) : ji sir buhat ache se

SAALIK: good kuch pata chale toh sab se pehle mujhe inform karna
Fan of RSS
Novice User
Posts: 2499
Joined: 31 Mar 2017 20:01

Re: Arhann- mohabbat ya nafrat

Post by Fan of RSS »

Arhaan jogging karke waapis ata hai toh Aleeza juice leke ati hai

ALEEZA: Aroo juice lelo

ARHAAN (gusse main): kitni baar kaha hai yeh jhoota pyaar na jataya karo samajh nahi ata kiya

(ALleeza ki ankhon main ansoo a jate hain jise wo chupa leti hai aur arhaan agey jaake seedhiyan chadne hi wala hota hai ke us ki DAD jo sab ke saath naashte ke liye bethe the bolte hain

DAD: Arhaan beta hab ae aye ho apne room mai rahete ho yahan logon main betha karo har waqt khamoosh rehte ho

ARHAAN (rukte hue):

Hamesha raha hai shikawa mujhsai kabhi payaar sai Nahi dhekha hai

Aaj jab chup hu toh kaya preshani uss din mera bhi dil etnna royaa tha jitana aaj aapka royaa hai

(Isi ke saath Arhaan agey badhta hi hai ke alia bhag ke ati hai aur arhaan ka haath pakarte hi gusse main bolti hai)

ALIA: akhir tujh main kis baad ki akad hai saari zindagi dad ke paiso pe ayashi karke bada hua hai aur unhi ko ankhain dikha raha hai

ARHAAN: ha ha ha ha ha ha ha ha kiya boli ek baar phir bol zara hain tere baap ke paiso pe ayashi ki hai ha ha ha ha ha

ALIA: ab ahsaan bhi nahi mane ga unka agar tujhe bachpan main hi chor diya hota na toh tu aaj yeh araam ki zindagi na guzaar raha hota

ARHAAN (chidate hue) : pehli tere maa baap ne toh is tarah chod diya tha mujhe jaise paap kiya ho aur dusri baa.......

Itne main bhaiya ate hain aur arhaan ko thapad marne hi wale hote hain ke arhaan unka haath pakad leta hai aur gusse main bolta hai

ARHAAN : aaj toh mujh pe haath uthane ki koshish karli agli baar na karna aisa warna acha nahi hoga samjhe

Alia: yeh tu kis tarah baat kar raha hai un se tera bare bhai hain

ARHAAN: koyi bhai nahi hai mera samjhi aur na main kisi se koyi rishta rakhna chahta hoon

(Aur isi ke saath arhaan gusse main apne room main chala jata hai aur us ke saare ghar wala uski nafrat dekh ke heraan rahe jate hain )

MAHRAAJ MAHRAAJ app ke liye ek achi khabar hai

(Zameen se hazaron feet niche ek rajya hai Ratnagadh jahan ka mahraaj apne takht main birajmaan tha ke tabhi do sainik ate hain

MAHRAAJA: sunao jaldi

SAINIK 1: mahraaj wo mil gaya jis ka aapko saalon se intezaar tha

(Itna sunte hi raja khushi se pagal ho jata hai

MAHRAAJA: kahan hai wo jaldi batao humain wo foran chahiye

SAINIK 2: Maharaaj wo abhi dharti pe hai aur sab se achi baat yeh hai ke

MAHRAJA: murkh jaldi bata

SAINIK 1: maahraaj us ko apni shaktiyon ka zara bhi ahsaas nahi hai

MAHRAAJ (khush hote hue) : kiya khabar sunayi hai is ke liye toh tum dono ko inaam mile ga

Sainik 1 & 2 (ek saath): ji mahraaj

MAHRAAJ: tum dono ko 2-2 sevikain di jati hain jao jo pasand ain lele aur Raaj gura ko bolo ke humare pass hazir hoon

SAINIK 1 & 2 (khush hote hue): ji mahraaj jaisi aap ki agya

(Isi ke saath dono sainik chale jate hain aur thori dair baad raaj guru ate hain)

RAAJGURU: ji maharaaj apne bulaya

MAHARAAJ: ji raaj guru humain wo mil gaya jis ki humain barson se talaah thi aur sab se achi baat ke us ko apni shaktiyon ka ahsaas bilkul nahi hai main aaj hi sainik bhejta hoon usey lane ke liye

RAAJGURU: rukain mahraaj shanti rakhain

Phir raaj guru kuch sochte hue

RAAJGURU: jaisa ke aap ne bataya maharaaj ke usko apni shaktiyon ka ahsaas nahi hai magar wo koyi aam insaan bhi nahi hai koyi toh cheez hogi jo us ki suraksha jar rahi hogi jaise kavach

MAHARAAJ: aap kehena kiya chahte hain

RAAJ GURU: maharaaj usko laana sainiko ke bas ka kaam nahi hai kabhi nahi la sakain ge yeg mamooli sainik

MAHRAAJ (pareshan hite hue): toh phir kiya wo ab bhi humain nahi mile ga

RAAJGURU: nahi ek upaye hai

(Phir raaj guru aisa upaye batate hain ke sab chintit ho jate hain thodi dair baad mahraaj ke barabar wale takht pe bethi rajkumari kuch sochte hue kehti hai

RAAJKUMARI (rahasamayi muskurahat ke saath): wo yahan ayega bilkul ayega magar ek alag andaaz main

Tum phir a gayeen ek baar samajh nahi ata kiya

(ARHAAN cheekhte hue kehta hai)

(Raat main 11:40 pe arhaan ke room main knock hota hai aur isi ke saath alia enter hoti hai)

ALIA (bed ke pass atey hue):ek thapad kaha ke samajh nahi aya tameez se baat kar

ARHAAN (man me): beta arhaan sahi moqa hai dara de isey aaj warna yeh phul jhadi peeche pari rahe gi

ARHAAN (kareeb ate hue): kiya bol rahi thi haan

ALIA (peeche hote hue): yeh tu kis tone main baat kar raha hai

ARHAAN (alia ko deewar se lagate hue): kiya tumhe pata nahi hai ke ek jawaan ladki ko raat ke is waqt ek jawaan ladke ki room main nahi ana chahiye

ALIA (darte hue): main t....e....r....i behan hoon

ARHAAN (ALIA ke chehre pe garam saans chorte hue): magar ek jawaan ladi bhi toh ho upar se main tumhe behan maanta bhi nahi

ALIA (ankhon main nami ke saath): tu....tu aisa kuch nahi karega kamine

ARHAAN (baalon main ungloyan chalate hue) : aji abhi aap ne humara kaminapan dekha hi kahan hai hum toh is ke ilawa aur bhi buhat kuch kar skte hain

ALIA: please maa......iiiii

ARHAAN (apne honthon pe ungli rakh kar): shiiiiii

Alia dar se chup ho gayi us ki saansain itni taiz theen ke shabdon main likhna mazaak hi hoga uski ankhain laal ho gayeen theen

(Alia ne shayad kabhi aisa feel nahi kiya ya shayad yeh uske liye first incident tha)

Arhaan uski ankhon ko idhar udhar chalta dekh kar samajh nahi paaya ke aakhir hua kiya hai

(Shayad alia ke pair ki naase sun padh gayeen theen)

Usne ankhe band kar leen toh uski ankhon se ansoo nikle jo seedhe arhaan ke pair par gire

(Alia ke haaton ke naazuk baal ekdum khade ho gaye the shayad wo buhat ziyada dar gayi thi)

Arhaan ko yeh feel ho raha tha

ARHAAN (thuk nigalte hue) : d....d....didi

Yeh sunate hi alia ki aakhe khul gayi aur arahaan nai usse chhod diya

Arhaan apni aakhe churnai laga saayad wo jaan chuka tha ki nafarat nai us se kaya karwa diya
Post Reply